- Blog, Blogging, Blogger Kya Hai - Inhelpu- My Choice

Get Coupon Code For Recharge

19 Dec 2017

Blog, Blogging, Blogger Kya Hai

Blog, Blogging, Blogger Kya Hai ? Ye 3Questiion Unke liye jaruri hai jo blog par new hai.
Chaliye jante hai blog, blogging, blogger kya hota hai.

What is  blog, blogging, blogger?

Net par  es Questions ka alag – alag  javav milata hai But
Yaha apko simple paribhsha main bataya jayaiga jise read karne ke baad Aap aasanni se jan skoge ki blog, blogging, blogger kya hai?
·      In a simple language blog par write karna blogging aur jo write karata hai use blogger
Kahte hai.
·      Isko app Online dairy kah sakte hai
·      Isme aap apne knowledge ko likh k prakashit kar  dusre ke sath share kar sakte hai
·      Blog par aap video, audio etc daal sakte ho
·      Blog start karna bahut aasan hai.


Blog hota kya hai?

    Blog ek website hai jiske madad se users apne gyan ko readers
  Tak pahuchakar unkey madad karta hai.

Blogger kya hai?

 Jo person blog/ post ko likhta, manage, karta  hai wo blogger kahlata hai
 Eg:- Jab aap apne blog par koi post likhoge to aap Blogger kahalaoge.

Blogging Kya hai?

 Ye bahut simple hai  jab koi blogger apne blog par past likhta hai,
Use manage karta aur comment reply karta hai. Means blogger apne

Blog par jo sara kaam karta hai wo Blogging kahlata hai.



Read here:- Biography Of Narendra Modi




No comments:

Post a Comment

Comments system

[blogger][facebook]

Disqus Shortname

designcart
Powered by Blogger.