- Website Ko Google Search Engine Me Kaise Submit kare....????-Inhelpu - Inhelpu- My Choice

Get Coupon Code For Recharge

19 Dec 2017

Website Ko Google Search Engine Me Kaise Submit kare....????-Inhelpu

Website Ko Google Search Engine Me Kaise Submit kare....????




 Aaj main aap logo ko batata hu ki Blog ko Google Search Engines Me Submit kaise kare Aur Google search me blog ka show hona kyo hai jaruri....???
Friends Aapko pata hi hoga Google Search Engine bahut Bara Paletform hai internet ki Duniya me Aur lagbhag 70% Visiters Google Search Engine ka hi Use karte hai ....kisi bhi Jaankari ko haasil karne k liye... Aur Aap agar ek blogger hai to Aapka Blog Google k Search me aana bahut hi jaruri hai....Kyoki Aapka blog tabhi koi par paaega jab aapka blog search Engine me search karne par aae....
 Blog ka Google Search Engine me Submit karne k Faayde...

1 Aapke Blog Par visiters ki Tadaad Baregi.

2 Agar koi visiter Google par kuch search karta hai aur visiter jo search karta hai usse releted Aapke blog par koi topic hoti hai to uske saamne aapka blog Show hone lagega.

Ab aapko Samaj me aa gya hoga ki kyo hai jaruri Blog or Website ko search Engine me Submit karna...
 Friends Ab Main Aapko Batata hu ki Blog ko Search Engine me Kaise Submit Karte hai.  Bas Aap hamare Diye hue step ko Follo karte Jaaiye.

 Ab Jaaniye Step By Step


Step 1- Sabse Pahle Aap Google submition page par jaaye aur apni site k Home Page ka URL Enter Kijiye.

                      



Rule 1. yaha apne blog ya site ka url dale.
Rule 2. yaha par tick kar ke verify kar le. (yaha par tick karte hi ek popup windows khulegi usme aapko kuch photos ko pahchane ke liye kaha jayega. aap sahi photos par click kar ke verify kar sakte hai.)
Rule 3. ab Submit Request par click kare.
Important - Agar naa Samaj me Aae to aap upar wali photo ko dekhkar samaj sakte hai.

Submition par click karte hi massage show hoga. Kya massage show hoga nichhe photo me dhekhe.

1.    Add Property par click kare. Aur iske baad new popup window khulegi. Kis tarh ki niche pic me dekhe. Aur jaise maine add a property me apne blog ka address dala hai waise hi aap bhi photo dekhkar daal de..
2.        
3.    Continue Par click kare.

3. Continue par click karte hi ek massage show hoga. Massage niche photo me dekhe.
4.       Step 3 - Ab Aap Apne  Gmail inbox me jaye aur aap dekhnge ki aapke inbox me site ke name se ek email aayi hogi us email ko open kare. Open karne k baad aapko ek link dikhega us link par click kare aur jaise hi aap us link par click karenge waide hi aap wapis apne google search console ke home page par pahuch jaaayenge.
Step 4 - Ab aap apni site k URL par click kare. Niche photo me tir k nisaan se dikhaya gya hai aapka url kaha hoga.

5.       Step 5 Ab aap Messages option par click kare. Ab jo windows khulegi usme aap ko Improve the search presence of ( Aapki site ka naam ) likha hog. Jisko aap ko open karne k baad apni site ya blog ki detail bharni paregi. Niche photo me dekhe kiss parkaar ki window open hogi.
6.      
Ab Aapko main batata hu ki Upar Diye hue pic Me Jo blue coler me dikh raha hai us par click karke kya details bharni hai ...
1. Add site -  Add site par click kar ke apni site ka url check karte hai aur yaha par aap apni site ko bina www k bhi set kar sakte hai.
2. Choose preferred version - Yaha par Aapse pucha jaaega ki aap kyo apni site ko www k saath set karna chahte hai.
3. Choose country - Yaha par aapko apne country ka name bahrna hota hai aur agar aap india me rahte ho to aap india select kariyega.

7.       4. Manage sites users - Yaha par aapki site ko kon kon manage kar rahe hai uski details fillup karni parti hai.
5. Submit a Sitemap - Submit a Sitemap par click kar ke aap qpnr apne blog ke liye sitemap banaya jata hai.

8.       6. Using search console - yaha par aapko google search console aapke site ke liye kiss tarah kaam kar raha hai uski jankari milti hai. Dear Friends Saari settings check karne ke baad Google search console ke Home par jaaae or apni site ke URL par click kare.

DEAR FRIENDS
                          Ab aapka Blogog google search engine me submit ho chuka hai.
Important - Google search Engine 2 days or 3 days ka time leta hai uske baad hi aapki site/Blog ko Googele search engine me dikhana start karta hai matlab 2 or 3 din google le sakta hai aapka blog google search me show karne ka.

No comments:

Post a Comment

Comments system

[blogger][facebook]

Disqus Shortname

designcart
Powered by Blogger.